Thursday, January 21, 2010

Khana_e_kaaba

/"Khana_e_kaaba"\
Ek aisi emarat jiske upar se aj tak koi parinda nahe guzra.
Duniya ki kisi airline ka jahaz aj tak uske upar nahe guzra.
Qudrati tor par uski direction aisi hai k chand aur suraj ain uske upar khare nahe hoskte.
Agr k0i ap ko kahe k falan wqt p surj ya chand khanae kaba k upar hoga aur wo waqt_e_qubuliat hoga to yaqin mat kijyega..
Dua ki qubuliat k oqat hamen din mai kai bar myasar ate hain.
Har farz namaz k bad,
Har sajday mai,
Azan o qayam ke waqt,
Jumme k din,
Talu o gharobe aftab k waqt.
tahajjud k waqt.
Muqaddas raaton main.
please share these immensations as much as possible...\

No comments:

Post a Comment