Friday, January 22, 2010

NAFSYAT ki class main profesor ne chuhe

NAFSYAT ki class main profesor ne chuhe
k samne chuhiya or Gandum ka dana
rakha Chuha daney ki tarf gya
Profesor ne makai ka dana rakha Chuhe
ne is martaba bhi chuhiya pr
dhyan na dya Profesor bola, dekha,
bhook main zyada taqat hy.
Pichli bench se awaz ayi
Sir ek dafa chuhiya b badal kr dekhen... =P ;->

No comments:

Post a Comment