Wednesday, January 20, 2010

wo sari batten khwab huin

wo sari batten khwab huin
or khwab se phir azab huin
jab tumko saba k jhonky se
pegham hmara milta tha
jab meri ek nazar se hi
chehra ye tumara khilta tha
kuch Yad sa tum ko hai Jana'n

No comments:

Post a Comment