Sunday, January 17, 2010

Jis din tum Ko shaam sataYe

Jis din tum Ko shaam sataYe
sard haWa dil na behlaYe

jis shab Jana'n..!
So na SaKo tum,,,

tanhaYi mein bhi tanha..
ho na SaKo tum

baY'chaini Kuch barh si JaYe
aanKh baY'Waja num ho JaYe

samjhO mein nY Yaad KiYa hY....!!

No comments:

Post a Comment